Shayari On Death In Hindi. Kitna Aur Dard Dega Bas Itna Bata De,
Aisa Kar Aye Khuda Meri Hasti Mita De,
Yun Ghut-Ghut Ke Jeene Se Maut Behtar Hai,
Main Kabhi Na Jagun Mujhe Aisi Neend Sula De.
कितना और दर्द देगा बस इतना बता दे,
ऐसा कर ऐ खुदा मेरी हस्ती मिटा दे,
यूं घुट घुट के जीने से तो मौत बेहतर है,
मैं कभी न जागूं मुझे ऐसी नींद सुला दे।
Sad shayari on death
- Ab To Ghabra Ke Ye Kahte Hai Ke Mar Jaayenge,
Mar Ke Bhi Chain Na Paaya To Kidhar Jaayenge.
अब तो घबरा के ये कहते हैं कि मर जायेंगे,
मर के भी चैन न पाया तो किधर जायेंगे। - Vaada Karke Aur Bhi Mushkil Mein Dala Aapne,
Zindgi Mushkil Thi Ab Marna Bhi Mushkil Ho Gaya.
- वादा करके और भी आफ़त में डाला आपने,
ज़िन्दगी मुश्किल थी अब मरना भी मुश्किल हो गया। - Do Ashq Meri Yaad Mein Bahaa Jate Toh Kya Jata,
Chand Kaliyan Laash Pe Bichha Jate Toh Kya Jata,
Aaye Ho Meri Mayyat Par Sanam Naqaab Odhkar,
Agar Yeh Chaand Ka Tukda Dikha Jaate Toh Kya Jata. -
दो अश्क मेरी याद में बहा जाते तो क्या जाता,
चन्द कालियां लाश पे बिछा जाते तो क्या जाता,
आये हो मेरी मय्यत पर सनम नक़ाब ओढ़ कर तुम,
अगर ये चांद का टुकडा दिखा जाते तो क्या जाता। - Kabar Par Meri Woh Shama Jalate Rahe,
Mout Per Yun Hi Woh Dil Behlaate Rahe,
Roundh Kar Har Khwaiish Meri Panv Tale,
Be-Basi Per Yun Hi Woh Muskrate Rahe,
Ashquon Ki Thi Tapish Jo Meri Kabar Per,
Unse Apne Zakhm Hi Sehlate Rahe.
- Kisi din teri nazron se door ho jayenge hum,
Door fizaon me kahin kho jayenge hum,
Meri yaadein se lipat ke rote rahoge tum,
Jab zameen ko odh ke so jayenge hum…!! - Yun Dil Se Dil Ko Juda Na Kijiye,
Jara Soch Samaj Kar Faisla Kijiye,
Agar Ji Sakte Hai Aap Mere Bina,
To Beshak Mere Maut Ki Dua Kijiye.
Hindi shayari on death
- Gham-E-Hayaat Ka Jhagra Mita Raha Hai Koi,
Chale Aao Iss Duniya Se Ja Raha Hai Koi,
Azal Se Keh Do Ruk Jayee Do Ghari,
Suna Hai Aane Ka Wada Nibha Raha Hai Koi,
Woh Iss Naaz Se Baithe Hain Laash Ke Pass,
Jaise Ruthe Huye Ko Manaa Raha Hai Koi,
Palat Kar Na Aa Jayein Phir Saansien,
Haseen Hathon Se Mayyat Saja Raha Hai Koi.
- गम-ए-हयात का झगड़ा मिटा रहा है कोई,
चले आओ इस दुनिया से जा रहा है कोई,
अज़ल से कह दो रुक जाये दो घड़ी,
सुना है आने का वादा निभा रहा है कोई,
वो इस नाज से बैठे हैं लाश के पास,
जैसे रूठे हुए को मना रहा है कोई,
पलट कर न आ जायें फिर साँसें,
हसीं हाथों से मय्यत सजा रहा है कोई। - महफील भी रोयेगी, हर दिल भी रोयेगा ,
ङुबी जो मेरी कस्ती तो साहील भी रोयेगा ,
हम इतना प्यार बीखेर देगे इस दुनीया मे के,
मेरी मौत पे मेरा कातील भी रोयेगा…!!
- Dard Jitna Hai Meri Nigaho Me,
Paoge Na Utna Kisi Ki Raho Me,
Bitani Chahte The Zindagi Jiski Baho Me.
Maut B Na Mil Payi Unki Panaho Me. - Ab Talak Hum Muntzir Hain Jinke,
Unko Hamara Khayal Tak Na Aaya,
Unke Pyaar Mein Hamari Jaan Tak Chali Gayi,
Aur Unko Hamari Maut Ka Malaal Tak Na Aaya.
- अब तलक हम मुन्तजिर हैं जिनके,
उनको हमारा ख्याल तक न आया,
उनके प्यार में हमारी जान तक चली गयी,
और उनको हमारी मौत का मलाल तक न आया। - Marna To Sabko Ek Na Ek Din Hi Padega,
Magar Dekhna Hai Kiski Mout Ka Sadma Kitno Ko Lagega,Kya Khushi Manayenge Ya Phir Gum Me Doob Jayenge,
Dekhte Hai Mere Jnaze Me Mere Kitne Apne Ayenge.
Shayari on death in hindi
- जिन्दगी कशमकश-ए-इश्क के आगाज का नाम,
मौत अंजाम इसी दर्द के अफसाने का।
Zindagi KashmKash-e-Ishq Ke Aagaz Ka Naam,
Maut Anjaam Hai Isee Dard Ke Afsaane Ka. - Kya Pata Kab Maut Ka Paigam Aa Jaye,
Na Jane Kab Zindgi Ki Aakhiri Sham Aa Jaye,
Mai To Intzar Karta Hun Kisi Aise Samay Ka,
Ki Meri Zindgi Kisi Dost Ke Kam Aa Jaye.
- Lamha Lamha Saanse Khatam Ho Rahi Hain,
Zindgi Maut Ke Pehlu Mein So Rahi Hai,
Uss Bewafa Se Na Poocho Meri Maut Ki Wajah,
Wohi Toh Qatil Hai Dikhaane Ko Rahi Hai.लम्हा लम्हा सांसें ख़त्म हो रही हैं,
जिंदगी मौत के आगोश में सो रही है,
उस बेवफा से न पूछो मेरी मौत के वजह,
वही तो कातिल है दिखाने को रो रही है।
- एक दिन हम भी कफ़न ओढ़ जायेंगे,
सब रिश्ते इस जमीन के तोड़ जायेंगे,
जितना जी चाहे सता लो मुझको,
एक दिन रोता हुआ सबको छोड़ जायेंगे।Ek Din Hum Bhi Kafan Odh Jayenge,
Sab Rishte Iss Jameen Se Tod Jayenge,
Jitna Jee Chaahe Sataa Lo Mujhko,
Ek Din Rota Huya Sabko Chhod Jayenge. - heart-broken-shayari-in-hindi
- Dard Jitna Hai Meri Nigaho Me,
Paoge Na Utna Kisi Ki Raho Me,
Bitani Chahte The Zindagi Jiski Baho Me,
Maut B Na Mil Payi Unki Panaho Me.
- shama yun hi jal rahi hai parwaanon ko dekh kar,
maine maut dekhi hi nahi apne janaze ko dekh kar. - Kitna Dard Hai Dil Mein Dikhaya Nahi Jata,
Kisi Ki Barbadi Ka Kissa Sunaya Nahi Jata,
Ek Baar Jee Bhar Ke Dekh Lo Iss Chehre Ko,
Kyunki Baar Baar Kafan Uthaya Nahi Jata.
कितना दर्द है दिल में दिखाया नहीं जाता,
किसी की बर्बादी का किस्सा सुनाया नहीं जाता,
एक बार जी भर के देख लो इस चहेरे को,
क्योंकि बार बार कफ़न उठाया नहीं जाता।
Best hindi shayari on death
- Hua Jab Ishq Ka Ehsaas Unhein,
Aakar Woh Paas Sara Din Rote Rahe,
Hum Bhi Nikle KhudGarz Itne Yaaro,
Kafan Mein Aankh Band Karke Sote Rahe.हुआ जब इश्क़ का एहसास उन्हें,
आकर वो पास सारा दिन रोते रहे,
हम भी निकले खुदगर्ज़ इतने यारो,
कफ़न में आँखें बंद करके सोते रहे।
- Mere Janaazey Ki Peechey Saara Zamaana Nikla,
Magar Woh Na Nikla Jiske Liye Mera Janaaza Nikla. - यूँ तो हादसों में गुजरी है हमारी ज़िन्दगी,
हादसा ये भी कम नहीं कि हमें मौत न मिली।
Yun To Haadson Mein Gujri Hai Humari Zindagi,
Haadsa Ye Bhi Kam Nahi Ki Humein Maut Na Mili.
- वादे तो हजारों किये थे उसने मुझसे,
काश एक वादा ही उसने निभाया होता,
मौत का किसको पता कि कब आएगी,
पर काश उसने ज़िन्दा जलाया न होता।Vaade To HaJaaron Kiye The Usne Mujhse,
Kaash Ek Vaada Hi Usne Nibhaya Hota,
Maut Ka Kisko Pata Ki Kab Aayegi,
Par Kaash Usne Zinda Jalaya Na Hota. - barish-shayari-in-hindi
- Pyar Mein Sab Kuchh Bhulaye Baithe Hai,
Chirag Yaadon Ke Jalaye Baithe Hai,
Hum Toh Marenge Unki Hi Bahon Mein,
Yeh Maut Se Shart Lagaye Baithe Hai.
प्यार में सब कुछ भुलाए बैठे हैं,
चिराग यादों के जलाये बैठे है,
हम तो मरेंगे उनकी ही बाहों में,
ये मौत से शर्त लगाये बैठे हैं।
shayari on death
- Mohabbat Ke Naam Pe Deewane Chale Aate Hain,
Shama Ke Peeche Parwane Chale Aate Hain,
Tumhe Yaad Na Aaye Toh Chale Aana Meri Maut Par,
Uss Din Toh Begaane Bhi Chale Aate Hain.
मोहब्बत के नाम पे दीवाने चले आते हैं,
शमा के पीछे परवाने चले आते हैं,
तुम्हें याद ना आये तो चले आना मेरी मौत पर,
उस दिन तो बेगाने भी चले आते हैं। - तमाम उम्र जो हमसे बेरुखी की सबने,
कफ़न में हम भी अजीज़ों से मुँह छुपा के चले।
Tamam Umar Jo Ki Humse Be-Rukhi Sab Ne,
Kafan Mein Hum Bhi Ajeezon Se Munh Chhupa Ke Chale.
- लम्बी उम्र की दुआ मेरे लिए न माँग,ऐसा न हो कि तुम भी छोड़ दो और मौत भी न आये।
Lambi Umar Ki Duaa Mere Liye Na Maang,
Aisa Na Ho Ki Tum Bhi Chhod Do Aur Maut Bhi Na Aaye. - आखिरी दीदार कर लो खोल कर मेरा कफ़न,
अब ना शरमाओ कि चश्म-ए-मुन्तजिर बेनूर है।
Aakhiri Deedar Kar Lo Khol Kar Mera Kafan,
Ab Na Sharmaao Ki Chashm-e-Muntzir Be-Noor Hai.
-
तमाम गिले-शिकवे भुला कर सोया करो यारो,
सुना है मौत किसी को कोई मोहलत नहीं देती।
Tamaam Gile-Shikwe Bhula Kar Soya Karo Yaaro,
Suna Hai Maut Kisi Ko Koi Mohalat Nahi Deti.
- Chand Saanse Bachi Hain Aakhiri Deedar De Do,
Jhutha Hi Sahi Ek Baar Magar Pyaar De Do,
Zindgi To Veeran Thi Par Maut Toh Gumnaam Na Ho,
Mujhe Gale Laga Lo Fir Maut Mujhe Hajaar De Do.
चंद साँसे बची हैं आखिरी बार दीदार दे दो,
झूठा ही सही एक बार मगर तुम प्यार दे दो,
जिंदगी तो वीरान थी मौत भी गुमनाम ना हो,
मुझे गले लगा लो फिर मौत मुझे हजार दे दो।
- अब तलक हम मुन्तजिर रहे हैं जिनके,
उनको हमारा ख्याल तक न आया,
उनके प्यार में हमारी जान तक चली गयी,
उनको हमारी मौत का मलाल तक न आया।
Ab Talak Hum Muntzir Rahe Hain Jinke,
Unko Humara Khayal Tak Na Aaya,
Unke Pyar Mein Humari Jaan Tak Chali Gayi,
Unko Humari Maut Ka Malaal Tak Na Aaya. - चले आओ मुसाफिर
आखिरी साँसें बची हैं कुछ,
तुम्हारी दीद हो जाती तो
खुल जातीं मेरे आँखें।
Chale Aao Musafir
Aakhiri Saansein Bachi Hain Kuchh,
Tumhari Deed Ho Jaati To
Khul Jaati Meri Aankhein. - Do Ghaz Zamin Sahi Meri Milkiyat Toh Hai,
Ai Maut Tu Ne Mujh Ko Zamindar Kar Diya.
दो गज़ ज़मीन सही मेरी मिल्कियत तो है,
ऐ मौत तूने मुझको ज़मींदार कर दिया।