HomeHINDI SONG LYRICSArijit Singh Songs LyricsQaafirana Lyrics – Kedarnath | Arijit Singh

Qaafirana Lyrics – Kedarnath | Arijit Singh

Qaafirana Lyrics – Kedarnath: The song is sung by Arijit Singh & Nikhita Gandhi and composed by Amit Trivedi while Kafirana Lyrics are written by Amitabh Bhattacharya. The song is from Abhishek Kapoor’s Kedarnath starring Sushant Singh Rajput and Sara Ali Khan.

Qaafirana Song Details:

Song:Qaafirana
Movie:Kedarnath
Singer:Arijit SinghNikita Gandhi
Music:Amit Trivedi
Starring:Sushant Singh Rajput (Remembering), Sara Ali Khan
Label:Zee Music Company

Qaafirana Lyrics

In Wadiyon Mein Takra Chuke Hai
Humse Musafir Yun Toh Kayi
Dil Na Lagaya Humne Kisi Se
Kisse Sune Yun Toh Kai

Aise Tum Mile Ho Aise Tum Mile Ho
Jaise Mil Rahi Ho Itar Se Hawa

Qaafirana Sa Hai Ishq Hai Ya Kya Hai
Aise Tum Mile Ho Aise Tum Mile Ho
Jaise Mil Rahi Ho Itar Se Hawa
Qafirana Sa Hai Ishq Hai Ya Kya Hai

Khamoshiyon Mein Boli Tumhari
Kuch Iss Tarah Gunjti Hai
Kano Se Mere Hote Huye Woh
Dil Ka Pata Dundhti Hai

Besvadiyo Mein Beswadiyo Mein
Jaise Mil Raha Ho Koyi Jayaka

Qafirana Sa Hai Ishq Hai Ya Kya Hai
Aise Tum Mile Ho Aise Tum Mile Ho
Jaise Mil Rahi Ho Itar Se Hawa
Kafirana Sa Hai Ishq Hai Ya Kya Hai

La La La Lala La La Lala
Aha Ha Ha Aaha Aaha Aahha

Godi Mein Pahadiyon Ki
Ujali Dopahari Guzaarna
Haye Haye Tere Sath Mein
Acchha Lage

Sharmili Ankhiyon Se Tera
Meri Nazre Utarna
Aaye Haye Har Baat Pe
Acchha Lage

Dhalti Hui Sham Ne Bataya Hai Ki
Door Manzil Pe Raat Hai
Mujhko Tasalli Hai Yeh Ke Hone Talak
Raat Hum Donon Sath Hai

Sang Chal Rahe Hain Sang Chal Rahe Hain
Dhoop Ke Kinare Chaon Ki Tarah

Qaafirana Sa Hai Ishq Hai Ya Kya Hai
Hun Aise Tum Mile Ho Aise Tum Mile Ho
Jaise Mil Rahi Ho Itar Se Hawa
Qafirana Sa Hai Ishq Hai Ya Kya Hai

Rahul
Hi, I am a blogger. I created this blog to share Quotes, SMS, Wishes, Pics, Images, Shayari, Status, wallpaper.
RELATED ARTICLES

Most Popular

Recent Comments

Riya sharma on Maa Shayari Images Hindi
nagendra singh on Yaadein Shayari In Hindi
whatsapp status market on maharana pratap ki photo, quotes