MUJHE PEENE DO LYRICS – DARSHAN RAVAL

0
120
MUJHE PEENE DO LYRICS – DARSHAN RAVAL
MUJHE PEENE DO LYRICS – DARSHAN RAVAL

Mujhe Peene Do Lyrics by Darshan Raval: is Latest Hindi Sad Song sung by Darshan Raval from album “Judaiyaan“. Mujhe Peene Do song lyrics are penned down by Gurpreet Saini, Gautam G Sharma and video is directed by Gautam Govind Sharma.

Mujhe Peene Do Song Detail

Song : Mujhe Peene Do
Singer & Composer : Darshan Raval
Lyricist : Gurpreet Saini & Gautam G. Sharma
Music Production : Anmol Daniel

Mujhe Peene Do – Darshan Raval | Official Music Video

Mujhe Peene Do Lyrics


Raat Aayi Hai Raat Aane Do
Nasha Hota Hai Nasha Hone Do
Dil Jalta Hai Dil Jalne Do
Yaad Aayi Hai Mujhe Peene Do

Raat Aati Hai Raat Aane Do
Nasha Hota Hai Nasha Hone Do
Dil Jalta Hai Dil Jalne Do
Yaad Aayi Hai Mujhe Peene Do

Tere Pyaar Ne Sareaam
Badnam Kar Diya Mujhe
Sharaab Ka Gulam Kar Diya Mujhe
Na Jee Raha Hu Na Main Mar Saka

Aisa Mera Hashar Hai Ban Gaya
Jo Pehle Mehkhana Tha
Woh Ghar Hai Ban Gaya
Ke Ab Toh Saaki Ne Bhi
Jaam Ka Hisaab Na Rakha

Dard Hota Hai Dard Hone Do
Jakham Gehra Hai Ise Rehne Do
Aankhein Roti Hai Inhein Rone Do
Yaad Aayi Hai Mujhe Peene Do

Raat Aayi Hai Raat Aane Do
Nasha Hota Hai Nasha Hone Do
Dil Jalta Hai Dil Jalne Do
Yaad Aayi Hai Mujhe Peene Do

Raat Aayi Hai Mujhe Peene Do
Yaad Aayi Hai Mujhe Peene Do
Raat Aayi Hai Mujhe Peene Do
Uski Yaad Aayi Hai Mujhe Peene Do

Raat Aayi Hai Mujhe Peene Do
Yaad Aayi Hai Mujhe Peene Do
Raat Aayi Hai Mujhe Peene Do
Uski Yaad Aayi Hai Mujhe Peene Do