Kya Hua Tera Wada Lyrics – Mohammed Rafi

1
239
Kya Hua Tera Wada Lyrics - Mohammed Rafi
Kya Hua Tera Wada Lyrics - Mohammed Rafi

Kya Hua Tera Wada Lyrics – Mohammed Rafi

Film: Hum Kisise Kum Nahin (1977)

Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada

Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada

Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada

Yaad hain mujhko tune kaha tha
Tumse nahi roothenge kabhi
Dil ki tarah se haath mile hain
Kaise bhala chootenge kabhi
Teri baahonmein beeti har shaam
Bewafa yeh bhi kya yaad nahi

Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada

O kehne wale mujhko farebi
Kaun farebi hain yeh bata
O jisne ghum liya pyar ke khatir
Ya jisne pyar ko bech diya
Nasha daulat ka aesa bhi kya
Ke tujhe kuch bhi yaad nahi

Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada
Bhoolega dil jis din tumhe
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada
Woh kasam woh irada

Kya Hua Tera Wada Lyrics – Mohammed Rafi

1 COMMENT

Comments are closed.