CHOLA CHOLA LYRICS – Vishal Mishra, Swagat Rathod
Song Title: Chola Chola – Hindi
Album: PS-1 (Hindi)
Song Composed and Arranged by A.R.Rahman
Singers: Vishal Mishra, Swagat Rathod
Lyrics: Mehboob
Chola Chola – Lyric Video | PS1 Hindi | Mani Ratnam| AR Rahman| Subaskaran| Madras Talkies| Lyca
CHOLA CHOLA LYRICS
THIR THIR THIR THIRKE
GAGAN CHUYE SAR SAR SAR SAR SE
PARCHAM UDEY PHAR PHAR PHAR PHAR SE
AAYE HAI VEER HAR GHAR GHAR GHAR SE
SHAHEEDON KA JASHN HAI JASHN HAI
NAMAN HAI NAMAN HAI
KABHI UTHEY KABHI GIRE JUNG MEIN HOKE GUMM
RANG MEIN JEET KE RANGEY HUM TUM
TERE AAGEY HAR KOI JHUKA KOI JHUKA –CHOLA CHOLA
TERE KADMON MEIN RAKHUN ZARA RAKHUN ZARA — DUNIYA DUNIYA
HIMMAT … GHAIRAT
DONO AANKHEIN HAIN SHERO KI
AAJA YODDHA
RAHEY NA NISHANI DUSHMANO KI
THIR THIR THIR THIRKE
GAGAN CHUYE SAR SAR SAR SAR SE
PARCHAM UDEY PHAR PHAR PHAR PHAR SE
AAYE HAI VEER HAR GHAR GHAR GHAR SE
SHAHEEDON KA JASHN HAI JASHN HAI
NAMAN HAI NAMAN HAI
KABHI UTHEY KABHI GIRE JUNG MEIN HOKE GUMM
RANG MEIN JEET KE RANGEY HUM TUM
ZARA ZARA SA KHUMAR HAI SAWAAR HAIN JEET KE PAR PE
KAI KAI KHWAHISHEIN BHI HAIN JUNOON HAIN APNE SIR PE
MAATI KO SEENCHU LAHU SE
YE SWARG BACHAUN SABHU SE
PAR NASHEY MEIN JHOOM KE DEEWANA
AREY TUJHE PUKARE HASEENA RE
MAATI KO SEENCHU LAHU SE
YE SWARG BACHAUN SABHU SE
PAR NASHEY MEIN JHOOM KE DEEWANA
AREY TUJHE PUKARE HASEENA RE
SUNDARII
TERI NIGAHON KE VAAR CHALEY HAIN
YAHA WAHA GHAV LAGEY
BHAREY HAIN SAAREY GHAV TAN PE JUNG KE
MITEY NAHI HAIN JO TUNEY DIYE MAN PE
ISKA BHI HAI NASHA
PREM RAS PIYE JA PIYE JA
MAGAR…DAGMAGANA MAT RE
KABHI… CHOOTHEY NA TALWAREIN YE
NAHI… SHER MAT RUKNA REY
KHUMAR HAI SAWAAR HAIN JEET KE PAR PE
KAI KAI KHWAHISHEIN BHI HAI JUNOON HAI APNE SIR PE
IS DHARTI KA DEKHA THA SAPNA
DUSHMAN KO KIYA PARA PARA PARA
HUMNE MAUT KO BHI NACHAYA HAI HO…
JIS KA SIR JHUKA MAAF KIYA
JO KHANJAR TAANA SAAF USSE KIYA KIYA
MUD KAR JO CHALA JAANEY DIYA RE HO
HOHOHO….
CHOLON KA YE TAREEQA HAI
IS PAR HI AB CHALNA HAI
DHARTI SE LEKE TOH GAGAN TAK
ISKA HI BOL BALA HAIN
THIR THIR THIR THIRKE
GAGAN CHUYE SAR SAR SAR SAR SE
PARCHAM UDEY PHAR PHAR PHAR PHAR SE
AAYE HAI VEER HAR GHAR GHAR GHAR SE
ISKA BHI HAI NASHA
PREM RAS PIYE JA PIYE JA
MAGAR…DAGMAGANA MAT RE
KABHI… CHOOTHEY NA TALWAREIN YEH
NAHI… SHER MAT RUKNA REY