PHIR SHAYAD LYRICS – TONY KAKKAR

0
106
PHIR SHAYAD LYRICS – TONY KAKKAR
PHIR SHAYAD LYRICS – TONY KAKKAR

Phir Shayad Lyrics by Tony Kakkar is the Latest Hindi Sad song sung and written by Tony Kakkar. The music of this new song is also given by Tony himself.

Phir Shayad Song Detail

Lyrics by: Tony Kakkar
Singer: Tony Kakkar
Composer: Tony Kakkar

PHIR SHAYAD LYRICS

Tod ke ye dil humara
Bolo kahaan tum jaaoge
Jab woh tumhara dil todega
Laut ke yahaan aaoge

Tod ke ye dil humara
Bolo kahaan tum jaaoge
Jab woh tumhara dil todega
Laut ke yahaan aaoge

Phir shayad hum na honge
Phir shayad hum na honge
Phir shayad shaam na hogi
Phir shayad ye din na honge

Tod ke ye dil humara
Bolo kahaan tum jaaoge
Jab woh tumhara dil todega
Laut ke yahaan aaoge

Mere dard tum nahi dekhte
Tere mere dard ab nahi ek se
Tere ab khayalon mein koi aur rehta hai
Sehne ki aadat hai dil sehta rehta hai

Mod ke munh hum se yaara
Bolo kahaan tum jaaoge
Jab woh tumhara dil todega
Laut ke yahaan aaoge

Phir shayad hum na honge
Phir shayad hum na honge
Phir shayad shaam na hogi
Phir shayad ye din na honge

PHIR SHAYAD LYRICS  Written by:
Tony Kakkar