PASS NAHI TOH FAIL NAHI LYRICS – SHAKUNTALA DEVI

0
100
Pass Nahi Toh Fail Nahi Lyrics – Shakuntala Devi
Pass Nahi Toh Fail Nahi Lyrics – Shakuntala Devi

Pass Nahi Toh Fail nahi Lyrics from album Shakuntala Devi: The song is sung by Sunidhi Chauhan, and has music by Sachin-Jigar while Vayu has written the Pass Nahi Toh Fail nahi lyrics for Shakuntala Devi. The “Pass Nahi Toh Fail nahi” song is from the “Shakuntala Devi” starring Vidya Balan.

Pass Nahi Toh Fail Nahi Song Detail

Film/Album: Shakuntala Devi
Lyrics by: Vayu
Singer: Sunidhi Chauhan
Composer: Sachin – Jigar

Pass Nahi Toh Fail Nahi Lyrics

Do Murgi Teri, Do Murgi Meri
Char Tere Maame Ki
7 Soor Mein Jo 3 Taal Mile
Dhun Bane Gaane Ki

Duniya Hai Saari Number’on Se Bani
Bakse Se Baahar Nihaar
Hum Na Zara Bhi Kide Kitaabi
Tension Mat Le Yaar

Bolo Beta 1 2 3 4

Pass Nahi Toh Fail Nahi
Pass Nahi Toh Fail Nahi
Pass Nahi Toh Fail Nahi
Toh Darna Kya Mere Yaar

Bolo Beta!

Pass Nahi Toh Fail Nahi
Ye Class Hai Koyi Jail Nahi
Tu Pass Nahi Toh Fail Nahi
Tu Tansion Mat Le Yaar

Toh Darna Kya Mere Yaar

Bolo Beta!

Toh Darna Kya Mere Yaar

Haan Itni Toh Koyi Mushqil Bhi Nahi
Jitna Huye Ho Pareshaan
Shatar Gira Ke Band Kar Dalo
Darr Ki Jo Kholi Dukaan

Sar Pe Uthaya Kyun Weight Kitabon Ka
Rakh Do Na Niche Ye Bhaar
Itni Toh Halki Hai Body Tumhaari
Ho Jaao Udd Ke Faraar

Bolo Beta 1 2 3 4

Pass Nahi Toh Fail Nahi
Pass Nahi Toh Fail Nahi
Pass Nahi Toh Fail Nahi
Toh Darna Kyun Mere Yaar

Bolo Beta!

Pass Nahi Toh Fail Nahi
Ye Class Hai Koyi Jail Nahi
Tu Pass Nahi Toh Fail Nahi
Tu Tansion Mat Le Yaar

Toh Darna Kya Mere Yaar

Bolo Beta!