La Ilm Lyrics by Stebin Ben, Samira Koppikar is the Latest Hindi song written by Shaheen Iqbal and this song is featuring Vishal Pandey, Riya Kishanchandani while the music of this brand new song is given by Samira Koppikar and video is directed by Chilsag Pictures.
La Ilm Song Detail
Lyrics by: Shaheen Iqbal
Singer: Samira Koppikar, Stebin Ben
Composer: Samira Koppikar
La Ilm Lyrics
La Ilm The Hum La Ilm The Tum
La Ilm Lekin Mohabbat Nahi Thi
La Ilm The Hum La Ilm The Tum
La Ilm Lekin Mohabbat Nahi Thi
Hairaan Dono Ke Dil Ho Na Kaise
Hairaan Dono Ke Dil Ho Na Kaise
Khone Ki Dono Ko Aadat Nahi Thi
Aadat Nahi Thi
La Ilm The Hum La Ilm The Tum
La Ilm The Tum La Ilm The Hum
Humari Adoori Kahaani
Kuch Iss Tarah Hi
Muqammal Hona Likha Tha
Humari Inn Tanhaiyon Se
Tanhaiyon Ka Begona Likha Tha
Shiddat Badha Di Har Sheh Ki Tumne
Bechainiyon Mein Wo Barkat Nahi Thi
Barkat Nahi Thi
La Ilm The Hum La Ilm The Tum
La Ilm The Tum La Ilm The Hum
La Ilm The Hum La Ilm The Tum
La Ilm Lekin Mohabbat Nahi Thi
La Ilm The Hum La Ilm The Tum
La Ilm Lekin Mohabbat Nahi Thi
Hairaan Dono Ke Dil Ho Na Kaise
Hairaan Dono Ke Dil Ho Na Kaise
Khone Ki Dono Ko Aadat Nahi Thi
Aadat Nahi Thi
La Ilm The Hum La Ilm The Tum
La Ilm The Tum La Ilm The Hum