EK TARFA LYRICS – DARSHAN RAVAL

0
94
EK TARFA LYRICS – DARSHAN RAVAL
EK TARFA LYRICS – DARSHAN RAVAL

Ek Tarfa Lyrics by Darshan Raval is the Latest Hindi song sung by Darshan Raval and Ek Tarfa Song Lyrics written by Youngveer while the music of this brand new song is given by Anmol Daniel and video is directed by Dhruwal Patel.

Ek Tarfa Song Detail

Lyrics by: Youngveer
Singer: Darshan Raval
Composer: Anmol Daniel

Ek Tarfa Lyrics

Ankhiyon Se Dariyan Beh Gaya Haye
Khaab Wo Adhoora Reh Gaya
Jag Bhi Paraya Ho Gaya Haye
Juda Tera Saaya Ho Gaya

Teri Duniya Mujhe Ab Na Gawara Hai
Par Tu Hasdi Reh Bas Yahi Shahara Hai

Mohabbat Ho Gayi Thi Dono Ko
Ik Arsha Ho Gaya
Mera Ye Ishq Do Darfa
Ik Tarfa Ho Gaya

Mohabbat Ho Gayi Thi Dono Ko
Ik Arsha Ho Gaya
Mera Ye Ishq Do Darfa
Ik Tarfa Ho Gaya

Chand Bhi Rootha Taare Bhi Roothe
Aasmaan Bhi Mera Na Raha
Hairaan Hoon Main Dil Tere Kyun
Mera Bashera Na Raha

Chalo Rabb Diye Je Manzoori
Mainu Bhi Koyi Gila Nahi
Rakha Si Main Mann Taan Mangiya
Par Kyun Tu Mila Nahi

Nai Kismat Thi Deewani Thi
Main Haara Jeet Hui Zamaane Ki

Mohabbat Ho Gayi Thi Dono Ko
Ik Arsha Ho Gaya
Mera Ye Ishq Do Darfa
Ik Tarfa Ho Gaya

Mohabbat Ho Gayi Thi Dono Ko
Ik Arsha Ho Gaya
Mera Ye Ishq Do Darfa
Ik Tarfa Ho Gaya

Mohabbat…

Mohabbat Ho Gayi Thi