Arijit Singh – Agar Tum Saath Ho lyrics

0
74
Arijit Singh - Agar Tum Saath Ho lyrics
Arijit Singh - Agar Tum Saath Ho lyrics

Arijit Singh – Agar Tum Saath Ho lyrics. Agar Tum Saath Ho song belongs to the Imtiaz Ali’s film Tamasha starring Ranbir Kapoor, Deepika Padukone and Ishtiyaq Khan. Agar Tum Saath Ho Lyrics are penned by Irshad Kamil while this track is sung by Arijit Singh and Alka Yagnik.

Agar Tum Saath Ho Song Detail

Song : Agar Tum Saath Ho
Album : Tamasha (2015)

Singer : Arijit Singh, Alka Yagnik
Musician : A. R. Rahman
Lyricist : Irshad Kamil

Agar Tum Saath Ho Lyrics

Pal bhar thehar jaao
Dil ye sambhal jaaye
Kaise tumhe roka karu
Meri taraf aata har gam phisal jaaye
Aakhon mein tumko bharu
Bin bole baaten tumse karu
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho

Behti rehti nahar, nadiya si
Teri duniya mein
Meri duniya hai teri chahton mein
Main dhal jaati hu teri adaton mein
Agar tum saath ho

Teri nazro mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho

Palkein jhapkte hi din ye nikal jaaye
Baithi baithi bhagi phiru
Meri taraf aata har gam phisal jaaye
Aakhon mein tumko bharu
Bin bole baaten tumse karu
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho

Teri nazro mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho

Dil ye sambhal jaaye
Agar tum saath ho
Har gam phisal jaaye
Agar tum saath ho
Dil ye nikal jaaye
Agar tum saath ho
Har gam phisal jaaye