Ghar Aaya Mera Pardesi Lyrics: 50s Lata Mangeshkar classic song is recreated. The song has been sung by Fazilpuria and Jyotica Tangri and has music by Teenu Arora while Ramya has written the new lyrics of Ghar Aaya Mera Pardesi. The new music video is directed by Firoz A Khan, and it features Ayesha Mulla, Haryanvi, Adnaan Shaikh, and Awez Darbar.
The original classic from Raj Kapoor starrer Awaara (1951) was sung by Lata Mangeshkar, composed by Shankar-Jaikishan whereas people’s poet Shailendra wrote the lyrics of Ghar Aaya Mera Pardesi.
Song Details:
Song: Ghar Aaya Mera Pardesi
Singer: Jyotica Tangri, Fazilpuria
Music: Teenu Arora
Featuring Artists: Ayesha Mulla, Adnaan Shaikh, Awez Darbar, Fazilpuria, Sahil Khan
Label: Saregama
Ghar Aaya Mera Pardesi Lyrics
Aa Aa Aa Aa…
Ho Line Lagaye Ashiqan Di Toliyan
Par Main Toh Teri Waiting Mein Pardesiya
Aa Aa Aa Aa…
Ho Line Lagaye Ashiqan Di Toliyan
Par Main Toh Teri Waiting Mein Pardesiya
Ban Than Ke Jhumungi Aayi Raat Jo Milan Di
Ghar Aaya Mera Pardesi
Aas Bujhi In Ankhiyan Ki
Ghar Aaya Mera Pardesi
Aas Bujhi In Ankhiyan Ki
Le Ghar Aaya Tera Pardesi
Sab Chhod Aaya Tera Pardesi
9 Lakhe Ka Haar Laaya Main
Jisme Lage Pari Jaisi
Nazook Si Tu Pari Meri
Main Tere Liye To Jee Raha Hu
Kaala Karobaari Main
Par Tere Liye To Heera Hu
Jitne Aashiq Line Laga Rahe
Dekhte Hi Dar Jawenge
Fazilpuria Naam Sunti
Shehar Chhod Bhag Javenge
Haryana Se LA Tak Toh
Mere Hi Gaane Bajte Hain
Chhori Saari Marti Mujhpe
Par Hum Tujhpe Marte Hain
Sune Mere Nain The Machalta Jiya
Permanently Sad Jabse Dil Diya
Jabse Dil Diya..
Haan Sune Mere Nain The Machalta Jiya
Permanently Sad Jabse Dil Diya
Ab Aaya Mitane Kambakhat Yeh Dooriyan
Ghar Aaya Mera Pardesi
Aas Bujhi In Ankhiyan Ki
Ghar Aaya Mera Pardesi
Aas Bujhi In Ankhiyan Ki
Haye Uff Qayamat Hai Ada
(Uff Qayamat Hai Ada)
katilana Chal Hai
(katilana Chal Hai)
Uff Qayamat Hai Adaa
Re Katilana Chaal Hai
Thumak Tumak Ke Jaan Nikale
Har Taraf Bawaal Hai
Tere Liye Bathi Main
Mehfil Sajaye Kab Ki
Ghar Aaya Mera Pardesi
Aas Bujhi In Ankhiyan Ki
Ghar Aaya Mera Pardesi
Aas Bujhi In Ankhiyan Ki
Ghar Aaya Mera Pardesi
Aas Bujhi In Ankhiyan Ki